Labbaik Ya Rasool Allah -ﷺ Hafiz Tahir Qadri, Eid Milad Un Nabi - Robi Ul Awal लब्बैक या रसूल अल्लाह
Labbaik Ya Rasool Allah ﷺ - Milad Title Kalam 2023 - Hussain E Group - Rabi Ul Awwal Nasheed Artist : Tahir Qadri Track : Aamna ky Lal Ka Milad Title Kalam 2023 Video by : AARZOO STUDIO Released by : HUSSAIN E GROUP https://youtu.be/fSWigNBcYWI =================================== Gali Gali Sajh Gaye Shehar Shehar Sajh Geya Aye Nabi Piyare Nabi Mera Bhe Ghar Sajh Geya Marhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa Mustafa Se Pyar Hai Dil Se Ye iqrar Hai Har Koi Melad e Nabi Karne Ko Tayyar Hai Marhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa Dunya Me Jahan Bhe Rahen Abad Rahen Ge Jo Amna ke Laal Ka Milad Karen Ge Jhande Lagao Khushiyan Manao Kar ke Charaga Khushiyan Manao Aashiq Ne Madni Lighton Se Ghar Jagh Magah Dia Ye Jashan Zaruri He Sab Hi Ko Bata Dia Munkir Ye Tera Bughuz He Milad e Nabi Se Jo Sara Saal Jalta Tha Wo Bhi Bhjha Dia Galo Gali Sajh Gayi Shehar Shehar Kaabe Ke Badru Duja Tumpe Karoron Durood Taiba Ke Shamsud Duha Tumpe Karoron Durood Aur Koyee Ghayb Kya Tum Se Nihaan Ho Bhalaa Jab Na Khudaa Hi Chupaa Tumpe Karoron Durood Kaam Wo Le Lijiye Tum Ko Jo Raazi Kareh Theek Ho Naame Raza Tumpe Karoron Durood Sarkaar Ke Melad Pe Kyun Aitraaz Hai Ye Baat Khushi Ki Hai Or Tu Naraz Hai Lagta Hai Teri Daal Me Kala Zarur Hai Milad Manane Pe Humein Dil Se Naaz Hai Sunya Me Jayan Bhe Quraan Ke Bataye Hue Raste Pe Rahen Ge Ashaab e Muhammad Ke Tareeke Pe Chalen Ge Mumkin Hi Nahi Kam Ho Kabhi Piyaar Ke Jazbe Melaad e Nabi Pehle Se Bhe Ziyada Karen Ge Dunya Me Shan e Rasool e Paak Sunaate Hi Rahen Ge Lab Pe Durood Paak Sajaate Hi Rahen Ge Jo Maante Nahi Hai Humein Unse Gharz Kiya Hum Log To Milad Manaate Hi Rahen Ge Gali Gali Sajh Gaye Purnoor Hai Zamana Sub-he Shabe Wiladat Parda Utha Hai Kiska Sub-he Shabe Wiladat Aayi Nayi Hukumat Sikka Naya Chalega Aalam Ne Rang Badla Sub-he Shabe Wiladat Dil Jag-Maga Rahe Hai, Qismat Chamak Uthi Hai Faila Naya Ujala Sub-he Shabe Wiladat Ye Bigre Huwe Log Sudhar Kyun Nahi Jate Usshaaq Samandar Me Utar Kyun Nahi Jaate Ghustakhon Ki Karte Hain Yahan Jo Bji Himayat Sarkaar
سال
2023
دورانیہ
9m
IMDb
7.1
کاسٹ
Hafiz Tahir Qadri
Singer
کاسٹ
Hafiz Tahir Qadri
Singer
آپ کو یہ بھی پسند آ سکتا ہے
Wo Shehr e Mohabbat - Beautiful Naat Sharif - Zohaib Ashrafi
Javed Amirkhail Pashto New Song 2024 || Jannat Afghanistan || Pashto Eid Song 2024 || Redshirtwala
Janum Ali Ali | Nadeem Sarwar | 2023 / 1445
Ya Ghazi | Ali Jee | 2022 | 1444
AMAPIANO BANGERS 2024 #amapiano #hitsongs #2024
AMAPIANO MIX 2025 03 APRIL | BEST AMAPIANO MIX 2025 | NEW AMAPIANO SONGS 2025 | DJ CLASSCOM
BEST REGGAE MIX BY DJ VALE237
SIMI MIXTAPE 2023 | BEST OF SIMI | SIMI GREATEST HITS 2023 MIXED BY DJ LORZA
Madina Yaad Aya Hai | New Heart Touching Naat 2020 | Naat Production
New Naat || Unki Chokhat Ho || Qari Shahid Mehmood || Official Video 2022
Main Banda E Aasi Hoon
Bibi Sakina Noha | Baba Jan | Farhan Ali Waris | Farsi | 2020
Afusic - Pal Pal (Official Music Video) Prod. @AliSoomroMusic
Best of Arijit Singhs Songs 💖 Hindi Romantic Songs 💖 Arijit Singh Hits Songs 💖 | Iztiraar Lofi
Pal Pal Mashup | Afusic x Talha Anjum Ft. Talwiinder | Naresh Parmar
Nusrat Fateh Ali Khan | Timeless Qawwalis & Sufi Masterpieces | Spiritual Bliss
Sakoon Paya | سکون پایا | Slow + Reverb | Best Naat Heart Touching
Wo Mera Nabi Hai (Slow+Reverb Naat) | Syed Hassan Ullah Hussani | Lofi Naat 2024
Top 5 Naat Sharif 🥀 || Most Popular Naat Sharif _ Hafiz Tahir Qadri 🥰 ||
Nabi Ka Zikar hi Khuda ka Zikar hai Naat by Umair Zubair Qadri#naat #umairzubairqadri #lyrics
Hafiz Tahir Qadri - Surah e Mulk - Tilawat
Ho karam Sarkar Ab To Ho Gaye Gham - New Heart Touching Naat 2020
Nadeem Sarwar - Ya Ali Ya Hussain (2009) نديم سروار - يا علي يا حسين
Nadeem Sarwar - Buss Ya Hussain (2008)
Featured Picks
مزید entertainment چاہتے ہیں؟ ہمارے recommended gaming hub اور short-drama destination کو explore کریں۔

