Featured titleRock

AUR - Tu hai kahan (Lyrics)

Rock

♫ AUR - Tu hai kahan Stream/Download: https://spotify.link/Vx27hu2KUDb • AUR • • https://www.instagram.com/aurmusic_ (Lyrics): Ki Jab Main Hadd Se Aage Badh Gaya Tha Aashiqui Mein Yaani Zindagi Ko Le Raha Mazaak Hi Mein Phir Mazak Hi Mein Mil Gaya Sab Khaak Hi Mein Chhu Kar Aaya Manzilein Toh Tanha Tha Main Wapsi Mein Jaise Phool Tode Honge Tumne Jholi Bhar Ke Main Woh Phool Jo Ke Reh Gaya Tha Shakh Hi Mein Jaise Khwaab Hi Main Khwabgah Ankh Hi Mein Pal Se Pal Mein Kya Hua Tum Reh Gaye Bas Yaad Hi Mein Ek Sawaal Machalta Hai Mere Dil Mein Kabhi Tujhe Main Bhool Jaaun Ya Tujhe Main Yaad Karun Tujhi Ko Soch Ke Likhta Hoon Jo Bhi Likhta Hoon Ab Likh Raha Hoon Toh Phir Kyun Na Ek Sawaal Karun Main Iss Sawaal Se Gham Ko Badal Doon Khushiyon Mein Par In Be-Jaan Si Khushiyon Se Kya Kamaal Karun Par Ab Sawaal Bhi Kamaal Tu Sambhal Le Filhaal Yeh Sawaal Bicha Jaal Kya Main Chaal Chalun Chaal Chal Tu Apni Main Tujhe Pehchan Luga Main Apni Mehfilon Mein Sirf Tera Hi Naam Looga Tujhe Pasand Hai Dheema Lehja Aur Bas Khamoshiyan Main Tere Khaatir Apni Khud Ki Saansein Tham Luga Kya Tere Saare Aansu Mere Ho Sakte Hain Aisa Hai Toh Tere Khatir Hum Bhi Ro Sakte Hain Mere Khatir Mere Rone Par Ab Tum Bas Hans Dena Ek Bar Tere Muskurahat Ke Pichhe Hum Sab Kuchh Kho Skate Hain Kya Meri Mohabbaton Ka Koyi Hisaab Nahi Hai Kyun Tere Aankhon Mein Mere Liye Koyi Khwaab Nahi Hai Tujhe Kya Hi Karun Ghamzada Ab Jaane De Ke Tere Paas Mere Pyar Ka Jawaab Nahi Hai Kitni Muddatein Hui Hai Tumne Khat Kyu Nahi Bheja Gaa Leta Hun Tere Liye Mausiqi Nahi Hai Pesha Aane Ki Khabar Hi Nahi Tere Ab Ab Kya Mausamon Se Puchhun Tere Aane La Andesha Aankhon Mein Aansu Nahi Hai Kahaan Hai Tu Kahaan Tu Nahi Hai Dil Ko Yeh Ab Jaan’na Hi Nahi Bas Tu Chale Aao Tu Hai Kahan Khwabon Ke Iss Shehar Mein Mera Dil Tujhe Dhoondhta Dhoondhta Arsa Hua Tujhko Dekha Nahi Tu Na Jaane Kahan Chhup Gaya Chup Gaya Aao Phir Se Hum Chale Thaam Lo Yeh Hath Kar Do Kamm Yeh Faasle Na Pata Ho Manzilon Ka Na Ho Raste Tu Ho Main Hoon Baithe Dono Phir Hum

سال

2023

دورانیہ

4m

IMDb

7.7

ابھی دیکھیں

کاسٹ

Aur

Singer

آپ کو یہ بھی پسند آ سکتا ہے

Rock7.6

Khuda Aur Mohabbat - Official trailer

Desi7.3

Afusic - Pal Pal (Official Music Video) Prod. @AliSoomroMusic

ہپ ہاپ اور ریپ7.0

Sexy office Girl Hot Romance desi romance

پاپ7.9

No Strings Attached (2011) - Sex Friends Scene (3/10) | Movieclips

Rock7.4

SKILLET - Monster • The Great Wall edition

Rock7.0

Duran Duran - Girls On Film

Rock7.0

Super Dragon Ball Heroes「AMV」Skillet - Hero

Rock7.3

Kings Of Leon - Sex On Fire (Sub. Español)

Rock7.4

Copilul de Aur si Laura Vass - Am gresit amandoi (Official Video) HIT

Rock7.0

Seal Team Tribute - The Catalyst by Linkin Park

Rock7.5

Avenged Sevenfold - Hail to the King Ragnar

Rock7.1

KUNG SAAN KA MASAYA // New Bandang Lapis | Top Greatest Hits philippines 2024

Rock7.5

Alice In Chains - Would

افروبیٹس6.3

Ruger & Tiwa Savage 'Toma Toma' (Official Music Video)

افروبیٹس7.9

Davido, Asake, Rema, Burna Boy, Ckay, Wizkid | Afrobeat Mix 2023 | Fresh Out Afrobeat July 2023 Mix

پاپ7.7

Bob Marley Greatest Hits Reggae Songs 2023 | Bob Marley Full Playlist

Rock7.1

Yuri Boyka - Skillet Monster

Rock7.5

Shaky ( Official #Video ) Sanju Rathod Ft. Isha Malviya | G-Spark | New #Marathi Songs 2025

Rock7.4

Cobra Kai - Believer (Imagine Dragons)

Rock7.4

Animal Dance Song | CoComelon Nursery Rhymes & Kids Songs

Qawwali7.9

best of Arijit Singh song bollywood mashup song

Punjabi7.7

NON STOP PAKISTANI PUNJABI MUJRA DANCE - STAGE MUJRA DANCE FT. KHUSHBOO, NIDA CHAUDHARY, AFREEN KHAN

Qawwali7.8

Sanson Ki Mala Pe by Nusrat Fateh Ali Khan - Hit Hindi Songs with Lyrics

پاپ7.5

arijit singh super hit songs non stop bollywood songs #arijitsingh #jubinnautiyal