Maanu - Meray Dil Se (Official Audio)
Written/Composed/Performed by Maanu Produced by DC Productions and Zahra Paracha Mixed and Mastered by Zahra Paracha Artwork by Sikki From the album 'Yain City' Lyrics:- Sun lo sun lo karnay laga hun mein aik dil ki baat ab Dar lagta hai mujh ko ke reh jaoon ga mein adhoora Dekhta hun tujh ko jab bhi thum jaata hai dil mera aur Samajh nahi aati kyun na keh paata hun kuch bhi dilbar Haan din bhar Karta hoon Mein yaad wo din jub thay hum Aik doosray Ki baahon mein Aur thi khushian har pal Ab hogaya hai hum ko kya ye sochta hoon Meray dil se teray dil tak ka rasta hai kyun band ab Meray dil se teray dil tak ka rasta hai kyun band ab Meray dil se teray dil tak ka rasta hai kyun band ab Dhoondna parhay ga koi nayya raasta Warna na reh paoon ga, teray bina dhoondta phiroon ga Nayya nasha aur nayi nayi baatein Naye naye kissay nayi mulaakaatein Puraanay sapnay, puraani yaadein bhool jaaon ga muskura ke Phir waisay hi sharma ke Torhein tu dil mera taa kay Samajh jaoon mein aakhir Kyun hun mein tera aashiq Meray dil se teray dil tak ka rasta hai kyun band ab Meray dil se teray dil tak ka rasta hai kyun band ab Kabhi lagta hai jaisay zindagi hassti hai hum pe Kyun ke dou dil mil ke bhi na aik ho paatay hain par phir bhi Hai meray dil mein aik khwaahish Barsein gay baadal giray gi ye baarish Kho jaaon ga mein inn sapno mein Aik gehri neendh ke qadmon mein aur Aansuon ke chashmon ki sunoon guzaarish Haan mein tou bus urhta rahoon ga Baadalon pe betha hassta rahoon ga Bina sochay samjhay Bina roye shoye Tujh ko ye batata rahoon ga Ke din bhar Karta hoon Mein yaad wo din jub thay hum Aik doosray Ki baahon mein Aur thi khushian har pal Ab hogaya hai hum ko kya ye sochta hoon Meray dil se teray dil tak ka rasta hai kyun band ab Meray dil se teray dil tak ka rasta hai kyun band ab Meray dil se teray dil tak ka rasta hai kyun band ab Dhoondna parhay ga koi nayya raasta Warna na reh paoon ga, teray bina dhoondta phiroon ga Nayya nasha aur nayi nayi baatein Naye naye kissay nayi mulaakaatein Puraanay sapnay, puraani yaadein
Taon
2020
Tagal
3m
IMDb
7.1
Cast
Maanu
Singer
Cast
Maanu
Singer
Maaari Mo Ring Magustuhan
BEST OF EMRAAN HASHMI SONGS 2021 - Hindi Bollywood Romantic Songs - Emraan Hashmi Best Songs Jukebox
Best Of Bollywood Old Hindi Songs - Bollywood 90's Love Songs -Alka Yagnik & Udit Narayan #EVERGREEN
90s evergreen hits Hindi songs | Bollywood 90's Love songs | Hindi Romantic Melodies Songs
||BEST DANCE SONGS||💁💁 TOP HINDI BOLLYWOOD 1 HOUR NON STOP DANCE||
Best of Atif Aslam Songs | Top Hits Collection | Soulful Melodies | Romantic Bollywood Music
Ishq Official Lyrical Video I Amir Ameer | Faheem Abdullah | Rauhan Malik I Love Song 2024
ATIF ASLAM Songs 2020 - Best Of Atif Aslam 2020 - Latest Bollywood Romantic Songs Hindi Song
Kuch Kuch Hota Hai Audio Jukebox - Best of Bollywood Soundtracks |Shahrukh Khan| Kajol| Rani Mukerji
90s Evergreen Hindi Songs | 90s Hits Hindi Songs | Romantic Hindi Songs |90s Bollywood Songs Jukebox
Hindi Romantic Love songs 🧡Top 20 Bollywood Songs - Sweet Hindi Songs 💛Atif Aslam, Arijit Singh 🧡#3
PEELINGS Song (Video) - Hindi | Pushpa 2 The Rule | Allu Arjun | Rashmika M | Sukumar | DSP, Javed
ROOH (Official Video): YO YO HONEY SINGH | NUSHRRATT BHARUCCHA | HRITU ZEE | BHUSHAN KUMAR
Nonstop Romantic Mashup 2024 Best Mashup of Arijit Singh, Jubin Nautiyal,Atif Aslam ,Darshan Raval
Jeene Laga Hoon Lyrical - Ramaiya Vastavaiya|Girish Kumar, Shruti Haasan |Atif Aslam, Shreya Ghoshal
Edward Maya, Tiger J Shroff, Zahrah S Khan, Tanishk Bagchi | Love Stereo Again (Video) Bhushan Kumar
Sau Tarah Ke Full Video Song | Dishoom | John Abraham | Varun Dhawan | Jacqueline Fernandez| Pritam
WORLD FAMOUS LOVER New South Hindi Dubbed Full Movie | Vijay Deverakonda, Raashi Khanna, Catherine
AFROBEATS VIDEO MIX 2025 - (TOMA TOMA, FUNDS, KESE, OZEBA, HAUSAPIANO...)
Lucky Dube Full Album Top 20 Best Reggae Songs Of Lucky Dube
Davido, YG Marley - Awuke (Official Video)
Aaj Ki Raat | Stree 2 | Tamannaah Bhatia | Sachin-Jigar | Madhubanti | Divya | Amitabh
Housefull 5: Laal Pari (Full Video) | Yo Yo Honey Singh | Sajid Nadiadwala | Tarun Mansukhani
90's हिंदी सुनहरे गाने | 90s Evergreen Romantic Songs | Old Hindi Songs | 90s Love Songs Jukebox
90s Love Songs | Bollywood Evergreen 90's Love Songs | Hindi Songs Jukebox | Old Songs
Featured Picks
Naghahanap pa ng mas maraming entertainment? Tuklasin ang aming recommended gaming hub at short-drama destination.

