Dekho Dekho Kaisi Baatein Yaha Ki (LYRICS) Anuv Jain | Sad Song | Husn
The eleventh studio recorded single, written, sung and composed by Anuv Jain is here! Song : Husn Singer : Anuv Jain Composer: Anuv Jain Lyrics: Anuv Jain #Husn #AnuvJain #DekhoDekhoKaisiBaateinYahaKi #HusnAnuvJain #NewSong2023 HUSN lyrics Paragraph 1 Dekho Dekho Kaisi baatein yahan ki Hain saath par Hain saath na bhi Kya itni aasaan hain Dekho Dekho Jaise mere iraaday Waise kahaan Tere yahan the Haan kitni naadan main Chorus 1 Mere husn ke ilawa Kabhi dil bhi maang lo na Haye pal mein Main pighal jaun haan Ab aisa na karo Ke dil judna paye wapis Teri baaton Se bikhar jaun haan Paragraph 2 Mana zamana hai deewana Isilye tune na jana Tere liye main Kaafi hoon Dekho Dekho Yeh zamane se thak kar Atey ho kyun masoom ban kar Tere liye main Kya hi hoon Chorus 2 Phir aatey kyun yahan Karne aankhon mein Ho baarish Ab aye Toh theher jao na Aur poocho na zara Mere din ke bare mein bhi Bas itne mein Sambhal jaun haan Pre – Bridge Haan ek din Kabhi koi Jab bhi padhe Kahani teri Lagta mujhe Mere naam ka Zikr kahin Bhi hoga nahin Bridge Haan Main yahin Meri yeh aankhon mein Aankhon mein toh dekho Dekho yeh dil ka haal kya Hothon se hota na bayan Meri yeh aankhon mein Aankhon mein toh dekho Kaisa naseeb hai mera Milke bhi na mujhe mila Meri yeh aankhon mein Aankhon mein toh dekho Teri adhuri si wafa Maangu main maangu aur na Meri yeh aankhon mein Aankhon mein toh dekho Paragraph 3 Dekho Dekho Kaisi kheenchi lakeerein Chahe bhi dil toh bhi na jeete Main iss daud mein nahin Dekho Dekho Kaisi baatein yahan ki Baatein yahi dekhoon jahan bhi Main is daur se nahin
Taon
2024
Tagal
4m
IMDb
7.8
Cast
Anuv Jain
Singer
Cast
Anuv Jain
Singer
Maaari Mo Ring Magustuhan
Justin Bieber Best Playlist | Justin Bieber Hot billboard 2023 | Viral Songs
BEST OF CHRIS BROWN
Mafeshin
Himra Ninho
Full Song: KHAIRIYAT (BONUS TRACK) | CHHICHHORE | Sushant, Shraddha | Pritam, Amitabh B|Arijit Singh
Aaj Ki Raat -Full Song |Stree 2|Tamannaah Bhatia|Rajkummar Rao|Sachin-Jigar|Madhubanti|Divya|Amitabh
Gali Gali Full Video Song | KGF | Neha Kakkar | Mouni Roy | Tanishk Bagchi | Rashmi Virag |T-SERIES
Bas Tera Pyaar Hai - Deva | Shahid Kapoor & Pooja Hegde | Vishal Mishra | Raj Shekhar
Baahubali 2 Video Songs Telugu | Saahore Baahubali Full Video Song|Prabhas, Ramya Krishna | Bahubali
Dunki: O Maahi (Full Video) | Shah Rukh Khan | Taapsee Pannu | Pritam | Arijit Singh | Irshad Kamil
Guru Randhawa - QATAL - (Official Video)
Jhol | Coke Studio Pakistan | Season 15 | Maanu x Annural Khalid
Zee Nxumalo, Skillz & Sykes - Mamma (Official Music Video)
Dj skizoh bw, Master KG, Eemoh ft Dj Kap - Tsiri Tsiri (Official Music Video)
Shebeshxt, Naqua SA, Zee Nxumalo Rato Laka feat Slidoo Man
NONSTOP NEW PLAYLIST 2024💖SWEETNOTES MUSIC💖LOVE SONG MEDLEY💖SWEETNOTES LIVE
Sunny Leone: Rom Rom Romantic Video Song | Mastizaade | Mika Singh, Armaan Malik Amaal Malik
Maahi Ve Full Video Song Wajah Tum Ho | Neha Kakkar, Sana, Sharman, Gurmeet | Vishal Pandya
Rom Rom Romantic FULL VIDEO SONG | Mastizaade | Sunny Leone, Tusshar Kapoor, Vir Das | T-Series
Maine Pi Rakhi Hai (Song) Tu Jhoothi Main Makkaar: Ranbir Shraddha Pritam Shreya G Divya K Amitabh B
DJ mix
Mlazi Gangster
Dj Zinhle, Nayvee Womculo & Young Stunna - Nayvee's Prayer (Official Music Video)
Skeng - She (Official Music Video)
Featured Picks
Naghahanap pa ng mas maraming entertainment? Tuklasin ang aming recommended gaming hub at short-drama destination.

